Header Ads Widget

Responsive Advertisement

Motivational poetry part2

 

موٹی ویشنل شاعری


حیات لے كے چلو كائنات لے كے چلو

چلو تو سارے زمانے کو ساتھ لے كے چلو


Hayat le ke chalo kaynat le ke chalo

Chalo to sare zamane ko sath le ke chalo


کوئی چارا نہیں دعا كے سوا

کوئی سنتا نہیں خدا كے سوا


Koi chara nahi dua ke siva

Koi sunta nahi khuda ke siva


دُنیا جسے کہتے ہے جادو کا کھلونا ہے

مل جائے تو مٹی ہے کھو جائے تو سونا ہے

Duniya jise kahte hai jaadu ka khilona hai  Mil jaye to mitti hai kho jaye to sona hai

Duniya jise kahte hai jaadu ka khilona hai

Mil jaye to mitti hai kho jaye to sona hai

Duniya jise kahte hai jaadu ka khilona hai  Mil jaye to mitti hai kho jaye to sona hai

کشتیاں سب کی کناروں پہ پہنچ جاتی ہے

ناخدا جن کا نہیں ان کا خدا ہوتا ہے


kashtiyan sab ki kinaron pe puhanch jati hai

Nakhuda jinka nahi un ka khuda hota hai


چلے چلیے کی چلنا ہی دلیل کامرانی ہے

جو تھک کر بیٹھ جاتے ہے وہ منزل پا نہیں سکتے


Chale chaliye ki chalna hi dalil-e-kamrani hai

Jo thak kar baith jate hai wo manzil pa nahi sakte


یہ اور بات کی آندھی ہمارے بس میں نہیں

مگر چراغ جلانا تو اختیار میں ہے


Ye aur baat ki aandhi hamare bas main nahi

Magar chirage jalana to ikhtiyar main hai



آگ لگانے والوں کو کہاں خبر ہے

رخ ہواؤں نے بدلہ تو خاک وہ بھی ہونگے


Aag lagane walon ko kahan khbr hai  Rukh hawaon ne badla to khaq wo bhi honge

Aag lagane walon ko kahan khbr hai  Rukh hawaon ne badla to khaq wo bhi honge

Aag lagane walon ko kahan khbr hai

Rukh hawaon ne badla to khaq wo bhi honge

Aag lagane walon ko kahan khabr hai Rukh hawaon ne badla to khaq wo bhi honge | Deep words

تا عمر بس اک ہی سبق یاد رکھیے

تعلق اور عبادت میں نیت صاف رکھیے


Ta umer bas ek hi sabaq yaad rakhiye

Taluq aur ibadat main niyat saaf rakhiye


مل سکے آسانی سے ، اسکی کوشش کسے ہے

ضد تو اسکی ہے ، جو مقدر میں لکھا نہیں ہے


Mil sake aasani se, uski koshish kisay hai

Zid to uski hai, jo muqader main likha nahi hai





Post a Comment

0 Comments